Aa Aaja Abhi Nahi Kabhi Nahi Lyrics | Man Mandir | Kishore Kumar, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me ha ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi teri na na me ha ka maja hai

O jalim tarsati ja tadpenge tadpati ja
Nadi kinara kab tak pyasa khada rahu samjhati ja

Anhkyo ko takrane do dil aaye to aane do
Sabar ka daman chute na pyar jawa ho jane do

Soch samjh kar pyar kare kyu jhutha ikrar kare
Dil se ho dil ka yarana hotho se inkar kare

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *