Jo Bhi Hua Hai Lyrics  | Paanch Dushman | Vinod Khanna, Shatrughan Sinha | Kishore Kumar | Rahul Dev Burman

Jo Bhi Hua Hai Lyrics | Paanch Dushman | Vinod Khanna, Shatrughan Sinha | Kishore Kumar | Rahul Dev Burman

Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai
Gussa na karo itna jane do na
Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai
Gussa na karo itna ab jane do na
Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai
Gussa na karo itna ab jane do na
Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai

Sah na saka main huzur ki duri
Sah na saka main huzur ki duri
Kya kahu aisi hai kya majburi
Jab se mile ho najar mein khile ho
Are ha lagta hai apna milan
Gussa na karo itna ab jane do na
Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai

Main hu ek bekash garib deewana
Main hu ek bekash garib deewana
Tumne bhi mujhko nahi pahchana
Bade armano se laya hu dekho
Are ha ha ha
Pahli tamanna ka ye najrana
Gussa na karo
Gussa na karo itna ab jane do na
Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai
Gussa na karo itna ab jane do na
Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *