Husn Ki Dekhiye Bahar Lyrics  | Bombay Ka Chor | Brahm Bhardwaj, Kishore Kumar | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Husn Ki Dekhiye Bahar Lyrics | Bombay Ka Chor | Brahm Bhardwaj, Kishore Kumar | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Husn ki dekhiye bahaar
Aayi kataar dar kataar
Mehfil mein jaan aa gayi
Chhid gaye zindagi ke taar

Husn ki dekhiye bahaar
Aayi kataar dar kataar
Mehfil mein jaan aa gayi
Chhid gaye zindagi ke taar
Husn ki dekhiye bahaar

Aankhe gulaabi chehare kitaabi
Hai mehfil ka aalam sharaabi sharaabi
Aankhe gulaabi chehare kitaabi
Hai mehfil ka aalam sharaabi sharaabi
Umango ki duniya yeh rango ki duniya
Ho jisake farishton ka imaan sa

Husn ki dekhiye bahaar
Aayi kataar dar kataar
Mehfil mein jaan aa gayi
Chhid gaye zindagi ke taar
Husn ki dekhiye bahaar

Shokhi woh shokhi masti woh masti
Aabaad jinase hai jannat ki basti
Shokhi woh shokhi masti woh masti
Aabaad jinase hai jannat ki basti

Ai husnwaala sadiya jiyo tum
Aur har baras ke din bhi hajaar
Husn ki dekhiye bahaar
Aayi kataar dar kataar
Mehfil mein jaan aa gayi
Chhid gaye zindagi ke taar
Husn ki dekhiye bahaar.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *