Rang rangake bhang chadake naina ho gaye char
Bich bajariya kho gaya manwa dhund ke la de yar
Chori chori mera dil le liya dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin tune kiya ho maine kiya
Ha ha maine kiya dil deke badle me dil le liya
Dhina dhin tak dhina dhin dhina dhin tak dhina dhin
Indar danush ke rango se mai teri mang saja du
Teri rah me mere humdum pyar ke deep jala du
Aankho me rahta tha kajal sajan ab to rahta hai chehra tera
Ye sath apna rahe har janam maine mangi hai rab se dua

Ninde gayi mera chain gaya haye chain gaya
Rah rah ke dhadke hai mera jiya
Dhina dhin tak dhina dhin dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin dhina dhin tak dhina dhin
Ek ladki ne mujhpe jadu kiya haye jadu kiya
Chori chori mera dil le liya dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin