Chand Aur Piya Lyrics  | Aashik Aawara | Saif Ali Khan, Mamta Kulkarni | Sadhana Sargam | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Chand Aur Piya Lyrics | Aashik Aawara | Saif Ali Khan, Mamta Kulkarni | Sadhana Sargam | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Eye kash dekhu main aaj ki raat
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Chand aur piya dono ek sath
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Chand aur piya dono ek sath
Eye kash dekhu main aaj ki raat

Sajan ki lambi umar ke liye
Sajan ki lambi umar ke liye
Sato janam maine apne diye
Manga yahi jod ke apne hath
Manga yahi jod ke apne hath
Chand aur piya dono ek sath
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Eye kash dekhu main aaj ki raat

Dono ke ek sath darsan karu
Dono ke ek sath darsan karu
Pooja ke ye phul arpan karu
Taro ki aise nikle barat
Taro ki aise nikle barat
Chand aur piya dono ek sath
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Chand aur piya dono ek sath
Eye kash dekhu main aaj ki raat
Eye kash dekhu main aaj ki raat

Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe
Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe
Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe
Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *