Saajan Se Milne Lyrics  | Paraya Ghar | Rishi Kapoor, Jaya Prada | Anuradha Paudwal | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Saajan Se Milne Lyrics | Paraya Ghar | Rishi Kapoor, Jaya Prada | Anuradha Paudwal | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Sajan se milne jana hain aaj
Doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar

Sajan se milne jana hain aaj
Doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar

Jinse lagi lagan unse hoga milan
Apne hatho se tujhko saja dungi sakhi
Lahke kajara tera mahke gajra tera
Apni khushiya bhi tujh par luta du sakhi
Ye rup uspe lutana hain aaj
Hoga hain tujh par nisar ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar

Ek aati hai rut ek jati hai rut
Jisme dil khil uthe rut hai sawan wahi
Chahte hain sabhi par ye sach hai sakhi
Jisko chahe piya hain suhagan wahi
Jisko chahe piya hain suhagan wahi
Dil yu khushi se deewana hain aaj
Tujh par diya khud ko war ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar
Sajan se milne jana hain aaj
Doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *