Mai Diwani Mai Mastani Lyrics | Bandhan | Shweta Shetty | Anand Raj Anand

Mai Diwani Mai Mastani Lyrics | Bandhan | Shweta Shetty | Anand Raj Anand

Main diwani
Main mastani dil kisko dun
Mujhko de
Rupnagar ki hun main rani dil kisko dun
Mujhko de
Aise kaise main de dun ye dil to diwana hai
Ye jiske nam likha hai uska khajana hai
Kisi na kisi pe to aana hai
Main diwani
Main mastani dil kisko dun
Mujhko de
Rupnagar ki hun main rani dil kisko dun
Mujhko de

Yahan pe saiyya
Wahan pe saiyya
Kitne saiyya ganv me
Baware hum baware
Koyi bulaye pichhwade
Koyi kheto ki chanv me
Baware hum baware
Baa ba ba ba baware
Aise kaise main aaun
Uthati chingari hun
Hai daiyya ha re daiyya
Ab bhi kunwari hun
Raja ki gali mujhe jana hai
Main diwani
Mai mastani dil kisko du
Mujhko de
Rupnagar ki hu main rani dil kisko dun
Mujhko de

Chor
Sipahiya
Pandit
Mukhiya har koyi siti maare hai
Maare hai hum maare hai
Jise main dekhu aankh ladake paisa mujhpe ware hain
Ware hai hum waare hai
Ha ha ha ha haare hain
Aisi waisi nahi hun youwan ki masti hun
Badli hun sawan ki main chun ke barsati hun
Raja ki gali mujhe jana hai

Main diwani
Main mastani dil kisko dun
Mujhko de
Rupnagar ki hun main rani dil kisko dun
Mujhko de
Aise kaise main de dun ye dil to diwana hai
Ye jiske nam likha hai uska khajana hai
Kisi na kisi pe to aana hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *