Aanewala Aaya Hai Lyrics  | Jeet Hamaari | Rakesh Roshan, Rajnikanth | Asha Bhosle | Bappi Lahiri

Aanewala Aaya Hai Lyrics | Jeet Hamaari | Rakesh Roshan, Rajnikanth | Asha Bhosle | Bappi Lahiri

Aane wala aaya hai
Pyar se dil ne bulaya hai
Sapna hua tha jo sapna
Vo sapna vo sapna hua apna
Sapna hua tha jo sapna
Vo sapna vo sapna hua apna
Aane wala aaya hai
Pyar se dil ne bulaya hai

Ab na hogi koi majburi
Man se na man hogi ki duri
Prit ki ab to sajegi rangoli
Dawar se koi le jaye ga doli
Ab na hogi koi majburi
Man se na man hogi ki duri
Prit ki ab to sajegi rangoli
Dawar se koi le jaye ga doli
Angana me khanake ga kangana
Vo sapna vo sapna hua apna
Sapna hua tha jo sapna
Vo sapna vo sapna hua apna
Aane wala aaya hai
Pyar se dil ne bulaya hai

Aise bandh liya hai bandhan
Ab jiwan lagta hai jiwan
Tan hai chandan man hai madhuban
Phul khilenge gulsan gulsan
Aise bandh liya hai bandhan
Ab jiwan lagta hai jiwan
Tan hai chandan man hai madhuban
Phul khilenge gulsan gulsan
Palake banegoi jab palana
Vo sapna vo sapna hua apna
Sapna hua tha jo sapna
Vo sapna vo sapna hua apna
Aane wala aaya hai
Pyar se dil ne bulaya hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *