Hum Ko Toh Jaan Se Lyrics  | Naina | Shashi Kapoor, Moushumi Chatterjee | Mohammed Rafi | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Hum Ko Toh Jaan Se Lyrics | Naina | Shashi Kapoor, Moushumi Chatterjee | Mohammed Rafi | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Humko to jaan se pyari hain
Tumhari aankhe
Haye kajal bhari madhosh ye
Pyari aankhe
Humko to jaan se pyari hain
Tumhari aankhe
Haye kajal bhari madhosh ye
Pyari aankhe
Humko to jaan se

Mast aankhe hai ke gate
Huye maykhane hai
Mast aankhe hai ke chhalke
Huye paimane hai
Mast aankhe hai ke gate
Huye maykhane hai
Mast aankhe hai ke chhalke
Huye paimane hai
Humne dekhi nahi aisi to
Kawari aankhe
Haye kajal bhari madhosh ye
Pyari aankhe
Humko to jaan se

Narge se phul hai hans hans ke
Khili jati hai, nind ke bhoj se
Sharmake jhuki jati hai
Narge se phul hai hans hans ke
Khili jati hai, nind ke bhoj se
Sharmake jhuki jati hai
Aur katil hai sanam nind se
Bhari aankhe
Haye kajal bhari madhosh ye
Pyari aankhe
Humko to jaan se

Roshani chand me suraj me
Hai jab tak kayam
Jyot roshan rahe aankho me
Tumhari har dam
Roshani chand me suraj me
Hai jab tak kayam
Jyot roshan rahe aankho me
Tumhari har dam
Ye duwa hai ke slamat rahe
Pyari aankhe
Haye kajal bhari madhosh ye
Pyari aankhe
Humko to jaan se pyari hain
Tumhari aankhe
Haye kajal bhari madhosh ye
Pyari aankhe
Humko to jaan se.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *