Man chahe sanam mere yaar
Dil tujhpe aaya ab hum kya kare
Tu hi dil me samaya ab hum kya kare
Man chahe sanam mere yaar
Dil tujhpe aaya ab hum kya kare
Tu hi dil me samaya ab hum kya kare
Ha hale dil tha tumko sunana
Hale dil tha tumko sunana
Lekin mushkil tha kah pana
Tanhayi me
Tanhayi me
Tanhayi me
Lipata mujhse wo tera tha saya
Tune chain churaya
Tune chain churaya
Mere yaar
Dil tujhpe aaya ab hum kya kare
Tu hi dil me samaya ab hum kya kare
Oo dil chahe teri chahat le lu
Dil chahe teri chahat le lu
Sab kuch apna badle me de du
Jina kya hai
Jina kya hai
Jina kya hai
Jana humne sath tera jab paya
Kaisa jadu chalaya
Ha kaisa jadu chalaya mere yaar
Dil tujhpe aaya ab hum kya kare
Tu hi dil me samaya ab hum kya kare
Man chahe sanam mere yaar
Dil tujhpe aaya ab hum kya kare
Tu hi dil me samaya ab hum kya kare

