Jane Chaman Shola Badan, Pehlu Me Aa Jao Lyrics | Gumnaam | Mohammed Rafi, Sharda | Shankar Jaikishan

Jane Chaman Shola Badan, Pehlu Me Aa Jao Lyrics | Gumnaam | Mohammed Rafi, Sharda | Shankar Jaikishan

Jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao
O mere dil mere hamdam baho me aa jao
Hay jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao
Hay o mere dil mere hamdam baho me aa jao

Madhosh hai jindagi
Charo taraf bekhudi
Madhosh hai jindagi
Charo taraf bekhudi
Thamo mujhe mai gira
Thamo mujhe mai gira
Laheraye dil ki lagi
Jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao
O mere dil mere hamdam baho me aa jao

Pani jo ham par gire
Ek aag tan me lage
Pani jo ham par gire
Ek aag tan me lage
Tumko khabar kya sanam
Tumko khabar kya sanam
Kehte hai ulfat ise
O mere dil mere hamdam baho me aa jao
Hoy-hoy jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao

Badal se barse nasha
Bhigi huyi hai fija
Badal se barse nasha
Bhigi huyi hai fija
Thandi hawa jab chale
Thandi hawa jab chale
Kanpe hai dil ka diya
O mere dil mere hamdam baho me aa jao
Hay jan-e-chaman shola-badan
Pehlu me aa jao
Hay o mere dil mere hamdam baho me aa jao
Jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *