Kangana Lyrics  | The Great Indian Butterfly | Aamir Bashir, Sandhya Mridul | Shreya Ghoshal, Ustad Ghulam Ali | Gourav Dasgupta

Kangana Lyrics | The Great Indian Butterfly | Aamir Bashir, Sandhya Mridul | Shreya Ghoshal, Ustad Ghulam Ali | Gourav Dasgupta

Bade natkhat hai more kangana
Bade natkhat hai more kangana
Raat mein khanake toh sakhiya samajhe
Raat mein khanake toh sakhiya samajhe
Aaye piya more angana
Bade natkhat hai more kangana
Bade natkhat hai more kangana

Pal pal yaad piya ko karana bhul
Gayi main sajana sawarana
Pal pal yaad piya ko karana bhul
Gayi main sajana sawarana
Preet ke rang mein rang gayi jab se
Preet ke rang mein rang mein rang mein
Preet ke rang mein rang gayi
Jab se bhaaye mohe koyi rang na
Bade natkhat hai more kangana
Bade natkhat hai more kangana

Mohe khabar kya iss duniya ki
Main jogan hoon apane piya ki
Mohe khabar kya iss duniya ki
Main jogan hoon apane piya ki
Magan rahun main prem lagan
Mein magan rahun main aa aa aa
Magan rahun main prem lagan
Mein koyi kare mujhe tang na
Bade natkhat hai more kangana
Bade natkhat hai more kangana
Raat mein khanake toh sakhiya samajhe
Raat mein khanake toh sakhiya samajhe
Aaye piya more angana
Bade natkhat hai more kangana.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *