Maut Se Kya Darna Use To Aana Hai Lyrics | Patthar Ke Phool | S P Balasubramaniam | Ram Laxman

Maut Se Kya Darna Use To Aana Hai Lyrics | Patthar Ke Phool | S P Balasubramaniam | Ram Laxman

Maut se kya darna kya darna kya darna
Maut se kya darna use to aana hai
Do din ki hai zindagi
Hume apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Hume apna farz nibhana hai
Maut se kya darna use to aana hai
Do din ki hai zindagi
Hume apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Hume apna farz nibhana hai
Maut se kya darna kya darna kya darna

Sawan bhado basant patjhad
Rituye aani jani hai
Kasme wade pyar wafa ki
Rasme badi purani hai
Sawan bhado basant patjhad
Rituye aani jani hai
Kasme wade pyar wafa ki
Rasme badi purani hai
Rasme badi purani hai
Kya jina kya marna dil diwana hai
Do din ki hai zindagi
Hume apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Hume apna farz nibhana hai
Maut se kya darna kya darna kya darna

Aaj mujhe kuch aur nahi
Bas tumse itna kahna hai
Tum mere ho mere liye hi
Tumhe salamat rahna hai
Aaj mujhe kuch aur nahi
Bas tumse itna kahna hai
Tum mere ho mere liye hi
Tumhe salamat rahna hai
Tumhe salamat rahna hai
Mar jaungi barna maut bhana hai
Do din ki hai zindagi
Hume apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Hume apna farz nibhana hai
Maut se kya darna kya darna kya darna

Dil kitna najak hai mera
Dekho ye dil tute na
Sath jiyenge sath marenge
Sath hmara chhute na
Sath hmara chhute na
Dil me dhiraj dharna hmne jana hai
Do din ki hai zindagi
Hume apna farz nibhana hai
Maut se kya darna kya darna kya darna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *