Pyar ka saaz bhi hai
Dil ki aawaz bhi hai
Mere geeto me tumhi tum ho
Mujhe naaz bhi hai
Chheda mere dil ne tarana tere pyar ka
Chheda mere dil ne tarana tere pyar ka
Jisne suna kho gaya
Pura nasha ho gaya
Chheda mere dil ne tarana tere pyar ka
Jisne suna kho gaya
Pura nasha ho gaya
Chheda mere dil ne tarana tere pyar ka
Aankhe bani paimane dil huye mastane
Rahe badi matavali
Aane lage divane
Aankhe bani paimane dil huye mastane
Rahe badi matavali
Aane lage divane
Mila mere geet me fasana tere pyar ka
Mila mere geet me fasana tere pyar ka
Jisne suna kho gaya
Pura nasha ho gaya
Chheda mere dil ne tarana tere pyar ka
Gesu bane zanjire
Qaid hui taqdire
Nach rahi hai jawaniyan
Jaise teri tasvire
Gesu bane zanjire
Qaid hui taqdire
Nach rahi hai jawaniyan
Jaise teri tasvire
Haay tera naam bhi shagufa hai bahar ka
Haay tera naam bhi shagufa hai bahar ka
Jisne suna kho gaya
Pura nasha ho gaya
Chheda mere dil ne tarana tere pyar ka
Bhole bhale qatil
Jina kar diya mushkil
Jab bhi tu sharmaai
Dil hua mera bismil
Bhole bhale qatil
Haay jina kar diya mushkil
Jab bhi tu sharmaai
Dil hua mera bismil
Khali nahi jata nishana tere pyaar ka
Khali nahi jata nishana tere pyaar ka
Milne tujhe jo gaya
Zakhmi wahi ho gaya
Chheda mere dil ne tarana tere pyar ka
Jisne suna kho gaya
Pura nasha ho gaya
Chheda mere dil ne tarana tere pyar ka

