Bairan Neend Na Aaye Lyrics  | Chacha Zindabad | Kishore Kumar, Anita Guha | Lata Mangeshkar | Madan Mohan Kohli

Bairan Neend Na Aaye Lyrics | Chacha Zindabad | Kishore Kumar, Anita Guha | Lata Mangeshkar | Madan Mohan Kohli

Bairan nind naa aaye
Bairan nind naa aaye
Mohe bairan nind naa aaye
Mora jiya ghabaraye
Bairan nind naa aaye
Mohe bairan nind naa aaye

Suni padi meri palko ki galiya
Suni padi meri palko ki galiya
Kaun khilaye nindiya ki
Kaliya apne bhi hain paraye
Mohe bairan nind naa aaye
Bairan nind naa aaye

Lakh jatan karu aankh naa lage
Lakh jatan karu aankh naa lage
So gain kushiya aur ghum
Jage ghayal man kit jaye
Mohe bairan nind naa aaye
Bairan nind naa aaye

Yad aaye jab pyar ki bate
Yad aaye jab pyar ki bate
Aur bhi lambi ho jaye rate
Bhor najar nahi aaye
Mohe bairan nind naa aaye
Mora jiya ghabaraye
Bairan nind naa aaye.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *