Is Duniya Me Jee Nahi Sakta Aadmi Sidha Sadha Lyrics | Veeru Dada | Mohammed Aziz | Laxmikant Pyarelal

Is Duniya Me Jee Nahi Sakta Aadmi Sidha Sadha Lyrics | Veeru Dada | Mohammed Aziz | Laxmikant Pyarelal

Is duniya me ji nahi sakta aadmi sidha sadha
Is duniya me ji nahi sakta aadmi sidha sadha
Isliye mai ban gaya viru se viru dada
Viru dada
Is duniya me ji nahi sakta aadmi sidha sadha
Is duniya me ji nahi sakta aadmi sidha sadha
Isliye mai ban gaya viru se viru dada
Viru dada
Is duniya me ji nahi sakta aadmi sidha sadha

Main gam hun arman nahi
Pathar hun insan nahi
Main gam hun arman nahi
Pathar hun insan nahi
Han ji han ji ha ye sach hai mujhko phulo hi pahchan nahi
Maine phul bahut kam dekhe kante bahut jayada
Isliye mai ban gaya viru se viru dada
Viru dada
Is duniya me ji nahi sakta aadmi sidha sadha

Pite pite din nikala pite raat huyi
Pite pite din nikala pite raat huyi
Ek magar ha kabhi kabhi anhoni si baat huyi
Aankh me aanshu bar aaye hasne ka kiya irada
Isliye mai ban gaya viru se viru dada
Viru dada
Is duniya me ji nahi sakta aadmi sidha sadha

Kabhi idhar mud jata hun kabhi udhar mud jata hun
Kabhi idhar mud jata hun kabhi udhar mud jata hun
Mai banwara hun sab kaliyo ka rash pikar udh jata hun
Na mai kasme khata hun na karta hun koi vada
Isliye main ban gaya viru se viru dada
Viru dada
Is duniya me ji nahi sakta aadmi sidha sadha
Isliye mai ban gaya viru se viru dada
Viru dada
Viru se viru dada
Viru dada
Viru se viru dada
Viru dada

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *