Chalti chali jaaye
Zindagi ki dagar
Kabhi khatm na ho
Ye safar
Manzil ki use
Kuchh bhi na khabar
Phir bhi chala jaye
Dur ka raahi
Dur ka raahi
Chalti chali jaaye
Zindagi ki dagar
Kabhi khatm na ho
Ye safar
Manzil ki use
Kuchh bhi na khabar
Phir bhi chala jaye
Dur ka raahi
Dur ka raahi
Mud ke na dekhe
Kuchh bhi na bole
Bhed apne dil ka
Raahi na khole
Aaya kahan se
Kis desh ka hai
Koi na jane
Kya dhudhata hai
Manzil ki use
Kuchh bhi na khabar
Phir bhi chala jaye
Dur ka raahi
Dur ka raahi
Dur ka raahi
Jhalke na kuchh bhi
Asha nirasha
Kya koi samjhe
Nainon ki bhashha
Chehra ki jaise
Kora safa hai
Kismat ne jis par
Kuchh na likha hai
Manzil ki use
Kuchh bhi na khabar
Phir bhi chala jaye
Dur ka raahi
Dur ka raahi
Dur ka raahi

