Pee Ke Shivashankar Lyrics  | Ghazab Tamasha | Rahul Roy, Anu Agrawal | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Pee Ke Shivashankar Lyrics | Ghazab Tamasha | Rahul Roy, Anu Agrawal | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Pee ke shivashankar kaa pyala,
Meraa mann bhi huwa matwala
Pee ke shivashankar kaa pyala,
Meraa mann bhi huwa matwala
Hansane laga rone laga,
Kya kya mujhe hone laga
Chhaya hain rang rangila,
Andhere mein dikhe hai ujala
Chhaya hain rang rangila,
Andhere mein dikhe hai ujala

Pee ke shivashankar kaa pyala,
Meraa man bhi huwa matwala
Deewani main hone lagi,
Jane kahan khone lagi
Chhaya hai rang nirala,
Andhere mein dikhe hai ujala
Chhaya hain rang ngila,
Andhere mein dikhe hai ujala

Aankho ke raste se
Dil mein samayi
Hai samane par
Tu mujhe de naa dikhayi
Aankho ke raste se
Dil mein samayi
Hai samane par
Tu mujhe de naa dikhayi
Chori se dil le gaya,
Tu mujhe dil de diya
Chori se dil le gaya,
Tu mujhe dil de diya
Koyi nasha chhane laga,
Mujhko maja aane laga
Lage tu mujhko mirch masala,
Uthe sine mein prem ki jvala
Lage tu mujhko mirch masala,
Uthe sine mein prem ki jvala

Sardi ke mausam
Mein aaye pasina
Mushkil huwa mere
Sanam bin tere jina
Sardi ke mausam
Mein aaye pasina
Mushkil huwa mere
Sanam bin tere jina
Main ruka dharati chale,
Aasman pairon tale
Main ruka dharati chale,
Aasman pairon tale
Jadu hain yeh kaisa jaga,
Bin pankh main udane laga
Huwa jane yeh kaisa ghotala,
Aye bina chabi ke khul gaya tala
Huwa jane yeh kaisa ghotala,
Aye bina chabi ke khul gaya tala
Pee ke shivashankar kaa pyala,
Meraa mann bhi huwa matwala
Pee ke shivashankar kaa pyala,
Meraa mann bhi huwa matwala
Hansane laga rone laga,
Kya kya mujhe hone laga
Chhaya hain rang rangila,
Andhere mein dikhe hai ujala
Chhaya hain rang rangila,
Andhere mein dikhe hai ujala.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *