Nadiya Se Dariya, Dariya Se Sagar, Sagar Se Gahra Jaam Lyrics | Namak Haraam | Kishore Kumar | R D Burman

Nadiya Se Dariya, Dariya Se Sagar, Sagar Se Gahra Jaam Lyrics | Namak Haraam | Kishore Kumar | R D Burman

Nadiya se dariya
Dariya se sagar
Sagar se gehra jaam
Sagar se gehra jaam
Ho ho ho jaam me dub gayi yaaro mere jivan ki har shaam
Nadiya se dariya
Dariya se sagar
Sagar se gehra jaam
Sagar se gehra jaam
Ho ho ho jaam me dub gayi yaaro mere jivan ki har shaam

Jo na piye woh kya jaane
Pite hai kyu ham diwane yaar aha
Jab se hamne pina sikha
Jina sikha marna sikha yaar aha
Jo na piye woh kya jaane
Pite hai kyu ham diwane yaar aha
Jab se hamne pina sikha
Jina sikha marna sikha yaar aha
Ho ham jab yu nashe me dagmagaane lag gaye
Ho ho ho dil ki bechaini ko aaya thoda sa aaraam
Nadiya se dariya
Dariya se sagar
Sagar se gehra jaam
Sagar se gehra jaam
Ho ho ho jaam me dub gayi yaaro mere jivan ki har shaam

Mera kya mai gum ka maara
Nashe me aalam hai sara yaar aha
Kisi ko daulat ka nasha
Kahi muhobat ka nasha yaar aha
Mera kya mai gum ka maara
Nashe me aalam hai sara yaar aha
Kisi ko daulat ka nasha
Kahi muhobat ka nasha yaar aha
Ho kahkar ai sharaabi sab pukaare abb mujhe
Ho ho ho aur koyi tha yeh toh nahi tha pahele mera naam
Nadiya se dariya
Dariya se sagar
Sagar se gehra jaam
Sagar se gehra jaam
Ho ho ho jaam me dub gayi yaaro mere jivan ki har shaam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *