Dil Aaj Kal Meri Sunnta Nahi Lyrics | Purani Jeans | K. K. | Ram Sampath

Dil Aaj Kal Meri Sunnta Nahi Lyrics | Purani Jeans | K. K. | Ram Sampath

Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal paas rehta nahi
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal paas rehta nahi
Ye tujhse hi milne ko chaahe
Ye teri hi karta hai baatein
Kya tum ho kya tum ho wahi
Kya tum ho kya tum ho wahi
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal

Teri aankho ke raste ye chale jaata hai
Jo bulaaun main kabhi
Laut aata nahi
Bekhabar ye zamaane se takraata hai
Bedhadak mujhse kehta hai
Main hoon yun hi ye tujhse hi milke hua hai
Jo teri nazar ne chhuaa hai
Kya tum ho
Kya tum ho wahi
Kya tum ho
Kya tum ho wahi

Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal

Hai hunar ek naya isko tujhse mila
Muskura ke ye milta hai sabse abhi
Aadhi raato me mujhko ye deta utha
Mujhse pooche ye raate kyun katati nahi
Ye tujhse hi milne ko chahe
Ye teri hi karta hai baatein
Kya tum ho
Kya tum ho wahi
Kya tum ho
Kya tum ho wahi

Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *