Mohabbat Mein Duniya Se Lyrics  | Chor Aur Chand | Aditya Pancholi, Aruna Irani | Anuradha Paudwal, Manu Desai | Nikhil, Vinay

Mohabbat Mein Duniya Se Lyrics | Chor Aur Chand | Aditya Pancholi, Aruna Irani | Anuradha Paudwal, Manu Desai | Nikhil, Vinay

Mohabbat mein duniya se hum na darenge
Mohabbat mein duniya se hum na darenge
Mohabbat jo ki hai, wafa ham karenge
Mohabbat jo ki hai, wafa ham karenge

Mohabbat mein duniya se hum na darenge
Mohabbat mein duniya se hum na darenge
Mohabbat jo ki hai, wafa ham karenge
Mohabbat jo ki hai, wafa ham karenge

Teri inn adao pe ham mar mite hain
Key tufan chahat key dil mein uthe hain
Yeh dil ho gaya hai, tumhara diwaana
Kisi din hamari wafa aajhmana
Tumhare liye ham jiyenge marenge
Tumhare liye ham jiyenge marenge
Mohabbat jo ki hai, wafa ham karenge
Mohabbat jo ki hai, wafa ham karenge

Naa tum baat meri hansi mein yeh talo
Chalo kore kagaz pe hamse likha lo
Badalte rahe rang chahe najare
Magar ham hamesha rahenge tumhare
Juda abb naa honge, naa aahe bharenge
Juda abb naa honge, naa aahe bharenge
Mohabbat jo ki hai, wafa ham karenge
Mohabbat jo ki hai, wafa ham karenge

Mohabbat mein duniya se hum na darenge
Mohabbat mein duniya se hum na darenge
Mohabbat jo ki hai, wafa ham karenge
Mohabbat jo ki hai, wafa ham karenge

Mohabbat mein duniya se hum na darenge
Mohabbat mein duniya se hum na darenge
Mohabbat jo ki hai, wafa ham karenge
Mohabbat jo ki hai, wafa ham karenge.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *