Dil To Pehle Se Madhosh Hai Lyrics  | Baharen Phir Bhi Aayengi | Mala Sinha, Dharmendra | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Omkar Prasad Nayyar

Dil To Pehle Se Madhosh Hai Lyrics | Baharen Phir Bhi Aayengi | Mala Sinha, Dharmendra | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Omkar Prasad Nayyar

Dil to pehle hi se madhosh
Hain matwala hain
Aur kuch aapne deewana
Bana daala hain
Dil to pehle hi se madhosh
Hain matwala hain
Aur kuch aapne deewana
Bana daala hain

Kuch to yeh umar bhi
Deewani hua karti hain
Kuch to yeh umar bhi
Deewani hua karti hain
Kuch jawaani ki meherbani
Hua karti hain
Oh ho ho ho ho ah ha ha ha ha

Jisne har saans ko ek
Shola bana daala hain
Aur kuch aapne deewana
Bana daala hain

Sach kaha aapne is
Waqt mujhe hosh nahin
Jhoomkar aapki baahon
Mein na gir jaaon kahin
Jhoomkar aapki baahon
Mein na gir jaaon kahin

In nigahon ne humein
Aur mitaa daala hain
Dil to pehle hi se madhosh
Hain matwala hain

Yeh machalti hui zulfein
Yeh dehekte rukhsaat
Yeh machalti hui zulfein
Yeh dehekte rukhsaat
Rokiyen rokiyen apni
Yeh adaayen sarkar
Oh ho ho ho ho ah ha ha ha ha

Pure jazbaaton mein
Toofan utha daala hain
Aur kuch aapne deewana
Bana daala hain
Dil to pehle hi se madhosh
Hain matwala hain.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *