Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics  | Awaara | Prithviraj Kapoor,Nargis | Lata Mangeshkar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics | Awaara | Prithviraj Kapoor,Nargis | Lata Mangeshkar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Aajao tadapte hain armaan
Aajao tadapte hain armaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Maein roun yahan
Tum chup ho wahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai

O chand ki rangat udhane lagi
O taaron ke dil ab doob gaye
Hai dard bhara bechain sama
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Iss chand ki doli mein aaye nazar
Yeh raat ki dulhan chal di kidhar
Aawaz do tum ho kahan
Ab raat guzarne wali hai

Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Taqdeer ko bhi neend
Aane lagi aane lagi
Tum aate nahin mein jaaun kahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *