Ye baharo ka sama
Chand taro ka sama
Kho na jaye aa bhi ja
Ye baharo ka sama
Chand taro ka sama
Kho na jaye aa bhi ja
Ye baharo ka sama
Aasma se rang banke
Bah rahi hai chandni
Aasma se rang banke
Bah rahi hai chandni
Bezubani ki zuban se
Kah rahi hai chandni
Jagti rut ka jaha
So na jaye aa bhi ja
Ye baharo ka sama
Chand taro ka sama
Kho na jaye aa bhi ja
Ye baharo ka sama
Raat ke hamrah dhalti
Ja rahi hai zindagi
Raat ke hamrah dhalti
Ja rahi hai zindagi
Sama ki surat pighalti
Ja rahi hai zindagi
Roshni bhujh kar dhua
Ho na jaye aa bhi ja
Ye baharo ka sama
Chand taro ka sama
Kho na jaye aa bhi ja
Ye baharo ka sama
Aa zara hans kar
Nigaho me nigahe dal de
Aa zara hans kar
Nigaho me nigahe dal de
Hasrato ka karvaan
Kho na jaye aa bhi ja
Ye baharo ka sama
Chand taro ka sama
Kho na jaye aa bhi ja
Ye baharo ka sama

