Kurbaan Huwa Lyrics | Kurbaan | Vishal Dadlani | Salim Sulaiman

Kurbaan Huwa Lyrics | Kurbaan | Vishal Dadlani | Salim Sulaiman

Kurbaan hua teri tishnagi mein yun
Kurbaan hua teri aashiqi mein yun
Bekhudi mein bekali mein bekasi mein hua
Tujhko har dua di
Aur daga bhi
Aur fanaa hua
Kurbaan hua
Kurbaan hua
Ada pe
Wafaan pe
Jafa pe
Kurbaan hua
Kurbaan hua

Rubaru hai tu magar
Tanha hai ye jahaan
Jal uthe meri kufr se saanson ka ye sama
Kya hua pal mein jaane kho gaya kyon
Tu mila aur juda imaan hua yun
Bekhudi mein bekali mein bekasi mein hua
Tujhko har dua di
Aur daga bhi
Aur fanaa hua
Kurbaan hua
Kurbaan hua
Ada pe
Wafaan pe
Jafa pe
Kurbaan hua
Kurbaan hua

Marne ka sabab maangta raha darbadar
Mitne ko to dil pal mein raaji hua
Puri huyi har aarju har daastaan meri
Ke tum shuru huye jaha
Main khatam hua
Kurbaan hua
Kurbaan hua
Ada pe
Wafaan pe
Jafa pe
Kurbaan hua
Kurbaan hua

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *