Hazaro Karwaa Loote Gaye Manzil Ki Raho Me Lyrics | Mehandi | Hemant Kumar, Lata Mangeshkar | Ravi

Hazaro Karwaa Loote Gaye Manzil Ki Raho Me Lyrics | Mehandi | Hemant Kumar, Lata Mangeshkar | Ravi

Hazaro karwa lute gaye manzil ki raho me
Jo gum ka samna karta gaya manjil pe wo pahucha
Bedard jamana tera dusman hai to kya hai
Dunia me nahi jiska koi uska khuda hai
Bedard jamana tera dusman hai to kya hai
Dunia me nahi jiska koi uska khuda hai
Ye kaisi khudai hai bhala kaisa khuda hai
Lutti hui dunia jo meri dekh raha hai
Mai kaise bhala manu ke dunia me khuda hai
Agar hai to kaha hai

Izzat bhi bachi jan bachi kaise ye bolo
Wo konsi takat thi jara dil ko tatolo
Hai jiska karam usi se gila hai
Dunia me nahi jiska koi uska khuda hai
Bedard jamana tera dusman hai to kya hai
Dunia me nahi jiska koi uska khuda hai
Dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

Kuch kam nahi apne liye jine ke sahare
Kuch kam nahi apne liye jine ke sahare
Iman ki daulat hai abhi pas hamare
Ye aisa sahara hai jo har say se bada hai
Dunia me nahi jiska koi uska khuda hai
Bedard jamana tera dusman hai to kya hai
Dunia me nahi jiska koi uska khuda hai
Bedard jamana tera dusman hai to kya hai
Dunia me nahi jiska koi uska khuda hai
Dunia me nahi jiska koi uska khuda hai
Dunia me nahi jiska koi uska khuda hai
Dunia me nahi jiska koi uska khuda hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *