Sapnon Se Bhare Naina Lyrics  | Luck By Chance | Farhan Akhtar, Konkona Sen Sharma | Shankar Mahadevan | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa

Sapnon Se Bhare Naina Lyrics | Luck By Chance | Farhan Akhtar, Konkona Sen Sharma | Shankar Mahadevan | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa

Bagiya bagiya balak bhage
Tettli phir bhi haath na lage

Is pagle ko kaun bataye
Dhoond raha jo tu jag mein
Koi jo paaye
Maan mein hi paaye
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina

Aise dagar koi agar
Jo apnaye
Har raah ke
Woh anat pe raste hi paaye

Dhoop ka rasta ho
Phele jalaye
Mod to aaye
Chaaau na aaye
Raahi jo chalta hai

Chalta hi jaaye
Koi nahi hai jo kahin use samjhaye
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Naina re

Door se hi sagar jise har koi maane
Pani hai woh ya reth hai yeh kaun jaane
Jaise ke din se rain alag hai
Sukh hai alag hai aur chain alag hai
Per yeh jo dekhe woh nain alag hai

Chain to apna sukh hai paraye
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Sapno se bhare naina
To neend hai chaina
Sapno se bhare naina
Naina naina naina re
Sapno se bhare naina
Naina naina naina re.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *