??dagabaz hai yeh waqt ya zindagi bewafa
Ho gaye hain achanak khud se hi lapata
Dagabaz hai yeh waqt ya zindagi bewafa
Ho gaye hain achanak khud se hi lapata
Umido ki udhari chadh gayi hain
O ho behoshgi khumari badh gayi hain
Ho jaayenge fanna
Ho jaayenge fanna
Ho shikwa shikayaton se daman chhudaye baithe hain
Shakl pe gunah hain
Aaina dhokha hain
Mushkile bepanah
Ni jaat hain kaha
Gardish me sitare
Huye hain saare suna
Suna aasman hain
Ye shamma hain
Gardish me sitare
Huye hain saare suna
Suna aasman hain
Ye shamma hain
Umidon ki udhaari chadh gayi hain
O ho behoshgi khumari badh gayi hain
Ho jaayenge fanna
Ho jaayenge fanna
Adhuri jhoothi chahate
Kaise milegi rahate
Aayi aisi shamate
Kaun sacha kaun sacha
Kaun bewajah saitane
Ajab si rawayate
Ghazab si shararate
Hain sabko maharate
Tu na maange yahan sab ki sab se judda hain
Gardish me sitare
Huye hain sare suna
Suna aasman hain
Ye shamma hain
Gardish me sitare
Huye hain sare suna
Suna aasman hain
Ye shamma hain
Umidon ki udhari chadha gayi hain
O ho behoshgi khumari badh gayi hain
Ho jaayenge fanna
Ho jaayenge fanna

