In Pancchiyon Lyrics  | Uncategorized | Baby Sneha, Kavita Krishnamurthy | Rajesh Roshan

In Pancchiyon Lyrics | Uncategorized | Baby Sneha, Kavita Krishnamurthy | Rajesh Roshan

In panchhiyon ko dekh kar
Jaage hain ye armaan
Dharti pe ham chalte hain
Par chhoo lenge aasman
In panchhiyon ko dekh kar
Jaage hain ye armaan
Dharti pe ham chalte hain
Par chhoo lenge aasman

Yeh bataao zara ham pankhon
Bina jaayenge kaise door waha
Kuchh bhi ho sakta hai kuchh bhi
Ho jaayega ham itne nahin nadan
O ye bataao zara ham pankhon
Bina jaayenge kaise door waha
Kuchh bhi ho sakta hai kuchh bhi
Ho jaayega ham itne nahin nadan
In panchhiyon ko dekh kar
Jaage hain ye armaan
Dharti pe ham chalte hain
Par chhoo lenge
Aasman aasman aasman

Dekhte jaao tum aisaa bhi
Ek din ek din to zaroor aayega
Hamse is duniya mein ek
Din har koi jab haath milaayega
Dekhte jaao tum aisaa bhi
Ek din ek din to zaroor aayega
Hamse is duniya mein ek
Din har koi jab haath milaayega
Gale se laga legi tumko khushi
Badal jaayegi ek din zindagi
Ye kadmon mein chhup jaayega aasman
Tum jaisa koi bhi na hoga yahaan

In panchhiyon ko dekh
Kar jaage hain ye armaan
Dharti pe ham chalte
Hain par chhoo lenge aasman.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *