Nazar Nazar Se Ho Rahi Lyrics | Main Nashe Mein Hoon | Mukesh, Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Nazar-nazar se ho rahi hai baat pyaar ki

Machal-machal rahi hai raat ye bahaar ki
Ghadi nahi ye sabr ki na intazaar ki

Haule-haule dhire-dhire khulne lage dil
Hichak hati
Jhijhak miti ab hai kya mushkil
Haule-haule dhire-dhire khulne lage dil
Hichak hati
Jhijhak miti ab hai kya mushkil
Ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
Ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
Nazar-nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Machal-machal rahi hai raat ye bahaar ki
Nazar-nazar se ho rahi hai baat pyaar ki

Jaate kaha ruke yaha saare raaste
Ham bhi aaye dil bhi laaye tere vaaste
Jaate kaha ruke yaha saare raaste
Ham bhi aaye dil bhi laaye tere vaaste
Ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
Ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
Nazar-nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Machal-machal rahi hai raat ye bahaar ki
Ghadi nahi ye sabr ki na intazaar ki
Machal-machal rahi hai raat ye bahaar ki
Nazar-nazar se ho rahi hai baat pyaar ki

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *