Suna Tha Dekha Na Tha Lyrics  | Mast | Aftab Shivdasani, Urmila Matondkar | Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan | Sandeep Chowta

Suna Tha Dekha Na Tha Lyrics | Mast | Aftab Shivdasani, Urmila Matondkar | Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan | Sandeep Chowta

Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
O kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Are, kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya

Mere honth gayein tarane ushi ke
Woh aaye na jaaye khayalon se
Kyoon hai haal aisa deewanon ke jaisa
Koi to bataa de hua kya hai
Kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha

Main chalta hoon rukta hoon
Phir sochta hoon
Samaa kaisa jaado jagata hai
Agar mast hoon main
To masti ye kya hai
Mere saath ye silsila kya hai
Kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Suna tha dekha na tha
Samjha na tha jaana na tha
Are kya yehi woh pyaar hai
Ye jo mujhe ho gaya
La ra la, la ra la
La la la la, la la la la
La la la la, la la la la
Kya yehi woh pyaar hai.

 

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *