Jab Tumhi Nahin Apne, Duniya Hi Begani Hai Lyrics | Parwana | Suraiya | Khurshid Anwar

Jab Tumhi Nahin Apne, Duniya Hi Begani Hai Lyrics | Parwana | Suraiya | Khurshid Anwar

Jab tum hi nahi apne
Duniya hi begaani hai
Jab tum hi nahi apne
Duniya hi begaani hai
Ulfat jise kahte hai
Ik jhuthi kahaani hai
Ulfat jise kahte hai
Ik jhuthi kahaani hai

Jaate hue kyo tumko
Is dil ka khayaal aata
Jaate hue kyo tumko
Is dil ka khayaal aata
Tadpa ke chale jaana ik rit puraani hai
Tadpa ke chale jaana ik rit puraani hai
Jab tum hi nahi apne
Duniya hi begaani hai

Parvaane ke jalne pe
Hansana na tamaashaai
Parvaane ke jalne pe
Hansana na tamaashaai
Hansti hui shama bhi
Ik raat ki raani hai
Hansti hui shama bhi
Ik raat ki raani hai
Jab tum hi nahi apne
Duniya hi begaani hai
Ulfat jise kahte hai
Ik jhuthi kahaani hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *