Tum na jane kis jaha me kho gaye
Tum na jane kis jaha me kho gaye
Ham bhari duniya me tanha ho gaye
Tum na jane kis jaha me kho gaye
Maut bhi aati nahi
Aas bhi jati nahi
Maut bhi aati nahi
Aas bhi jati nahi
Dil ko ye kya ho gaya
Koi shah bhati nahi
Lut kar mera jaha chhup gaye ho tum kaha
Lut kar mera jaha chhup gaye ho tum kaha
Tum kaha
Tum kaha
Tum kaha
Tum na jane kis jaha me kho gaye
Ek ja aur lakh gam
Ghut ke rah jaye na dam
Ek ja aur lakh gam
Ghut ke rah jaye na dam
Aao tum ko dekh le
Dubti nazro se ham