Tann lade toh tann mukk jaaye
Rooh jude toh judi reh jaaye
Tujhse kiya hai dil ne bayan
Kiya nigahon ka zubaan
Waada wafa ka kiya
Tujhse liya hai khudko mila
Liya duaaon ka sila
Jeena ka sapna liya
Dil ke makaan mein
Tu mehmaan raha
Aankhon ki zuban
Kare hai bayan, kaha ankaha
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai ye tu bata
Kuch to hai tujhse rabta (x2)

