Ho Saath Agar, Mandave Tale Garib Ke Lyrics | Geet Gaaya Pattharon Ne | C. H. Atma | Ramlal

Ho saath agar pahalu me ek mast-e-shabaab
Ek jaam ho aur haath me shero ki qitaab
Ek saaz ho aur saaz pe gaati ho hasinaa
Ban jaae ye viraanaa bahaaro kaa javaab

Madave tale garib ke do phul khil rahe hai
Ae raat tu na jaanaa ai chaand tu na jaanaa
Ye naubahaar chupake se dekho
Nazare na tum milaanaa

Mausam-e-ishq hai zaraa hosh sambhaal
Haasil tujhe mahabub hai armaan nekaal
Kuchh baat to karale nahi kal ki khabar
Kya hai gam-e-duniyaa use khaaq me daal
Kya hai gam-e-duniyaa use khaaq me daal
Madave tale garib ke do phul khil rahe hai
Madave tale garib ke do phul khil rahe hai

Ae raat tu na jaanaa ai chaand tu na jaanaa
Ye naubahaar chupake se dekho
Nazare na tum milaanaa
Madave tale garib ke do phul khil rahe hai
Madave tale garib ke do phul khil rahe hai

Ho saath agar pahalu me ek mast-e-shabaab
Ek jaam ho aur haath me shero ki qitaab
Ek saaz ho aur saaz pe gaati ho hasinaa
Ban jaae ye viraanaa bahaaro kaa javaab
Ban jaae ye viraanaa bahaaro kaa javaab
Madave tale garib ke do phul khil rahe hai
Madave tale garib ke do phul khil rahe hai
Ae raat tu na jaanaa ai chaand tu na jaanaa
Ye naubahaar chupake se dekho
Nazare na tum milaanaa
Madave tale garib ke do phul khil rahe hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *