Jisko chahe dekhun
Tujhsa dikhta hai
Thoda-thoda
Main khudse ye poochun
Kyun khwabon khayalon mein khoya
Jaaga raha ya soya raha
Tu hai meri, main hoon tera
Aaja aaja, aajaaa
Tu hai meri, main hoon tera
Toh aaja aaja, aajaaa
Bas tujhe tujhse chura loon
Ke tu hai mere liye
Main tujhe ye samjah loon
Ke main hoon tere liye
Teri in aankho pe
Zindagi bhar kuch likhta rahun
Teri saanso se
Aise har din main jeeta rahun
Tu hai meri, main hoon tera
Aaja aaja, aajaaa
Tu hai meri, main hoon tera
Toh aaja aaja, aajaaa

