Ghar Se Nikalate Hi Kuchh Dur Chalate Hi Lyrics | Papa Kahte Hain | Udit Narayan | Rajesh Roshan

Ghar Se Nikalate Hi Kuchh Dur Chalate Hi Lyrics | Papa Kahte Hain | Udit Narayan | Rajesh Roshan

Ghar se nikalte hi kuch dur chalte hi raste me hai uska ghar
Kal subah dekha to bal banati wo khidki me ayi nazar
Ghar se nikalte hi kuch dur chalte hi raste me hai uska ghar
Kal subah dekha to bal banati wo khidki me ayi nazar
Ghar se nikalte hi

Masum chahra nichi nigahe bholi si ladki bholi adaye
Na apsara hai na vo pari hai lekin yah uski jadugari hai
Divana kar ke vo ek rang bhar ke vo sharma ke dekhe jidhar
Ghar se nikalte hi kuch dur chalte hi raste me hai uska ghar

Karta hun uske ghar ke mai phere hasne lage hai ab dost mere
Sach kah raha hun uski kasam hai
Mai phir bhi khush hun bas ek gam hai
Jise pyar karta hun mai jispe marta hun usko nahi hai khabar
Ghar se nikalte hi kuch dur chalte hi raste me hai uska ghar

Ladki hai jaise koi paheli kal jo mili mujhko uski saheli
Maine kaha usko jake yah kahna acha nahi hai yun dur rahna
Kal sham nikle vo ghar se tahalne ko milna jo chahe agar
Ghar se nikalte hi kuch dur chalte hi raste me hai uska ghar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *