Mere dil mein jo dharkanen bajti hain
Is seene pe to tarpan hi sajti hai
Ik yaar nahi chalo koi aur sahi
Gar piyaar nahi dil ka ye zoor nahi
Tera nahi mera nahi dosh hai ye kiska
Roth gaya toot gaya dilon ka ye rishta
Is rishte ki koi manzil nahi
Dil jo na tooty wo to dil nahi
Jahan dil ko hai sakoon
Unhi rastoon pe chalna hai
Pooche ga nai koi tumhein girna sambhalna hai
Sadmoon mein soch soch mary ga deewana
Mujhe piyar nahi karna hai nahi hai dil lagana
Wo qasmein wo yaadein ham pe hans bhi rahi hain
Mere dil ki bechaini mere bas mein nahi hai
Dooriyon ki talwaar hai, seene mein di utaar
Per sun tu na paya mere dil ki pukaar
Meri duniya hai gool, mujhe koi na pehchane
Mujhe koi b na pooche koi aye na manane
Mujhe samjhe na koi dildar na samaj
Is dil ki bechani ka na koi bhi ilaaj
Tujhe kaise samjhaun tujhe kitne doon taane
Mujhe jhoot lage sab kuch sab hai bahane
Mujhe samjhe na koi dildar na samaj
Is dil ki bechani ka na koi bhi ilaaj
Tu kaun tha na tha mera apna paraya
Hum ghair the phir hamein qismat ne milaya
Woh lamhe guzaare ab dassne lage hain
Sang guzri wo yaadein wo dhundli si ab lage hain
Tujhe sang jo na paata to dil doob sa jata
Per ab in aankhon mein khoon sa aata
Mein sath ab nahi reh paaon ga
Mein pagal ho jaun ga
Jo samjhna hai samjho
Ab mein nahi smjhaon ga
Meri ghalti yehi hai
Ke bura nahi chahta
Wo apna bhala bhi nahi janta
Apne jo ghake btana mera dharam hai
Wo besharam wo sath nibhana bhi nahi janta
Mere dil ki kashti ab dool rahi hai
Bechain hawaen bhi ab kuch bol rahi hain
Aasan lagta hai mujhe sooliyon pe charh jana
Per aye ga na phir ye piyaar ka zamana
Meri duniya hai gool, mujhe koi na pehchane
Mujhe koi b na pooche koi aye na manane
Mujhe samjhe na koi dildar na samaj
Is dil ki bechani ka na koi bhi ilaaj
Tujhe kaise samjhaun tujhe kitne doon taane
Mujhe jhoot lage sab kuch sab hain bahane
Mujhe samjhe na koi dildar na samaj
Is dil ki bechani ka na koi bhi ilaaj
Meri duniya hai gool, mujhe koi na pehchane
Mujhe koi b na pooche koi aye na manane
Mujhe samjhe na koi dildar na samaj
Is dil ki bechani ka na koi bhi ilaaj
Tujhe kaise samjhaun tujhe kitne doon taane
Mujhe jhoot lage sab kuch sab hain bahane
Mujhe samjhe na koi dildar na samaj
Is dil ki bechani ka na koi bhi ilaaj

