Veeron Ki Bheed Men Lyrics  | Kabali (Hindi) | Radhika Apte, Rajinikanth | Francois Castellino | Santhosh Narayanan

Veeron Ki Bheed Men Lyrics | Kabali (Hindi) | Radhika Apte, Rajinikanth | Francois Castellino | Santhosh Narayanan

Veeron ki bheed mein
Ek saathi hai ye tera
Veeron ki bheed mein
Ek saathi hai ye tera
Dharti pe ye khada
Dekho chatan ke tarah

Tu kabhi na koi chal mein aana
Bas iske bharose mein aana
Sabke aasu ko yeh samjhega
Aur dega sahara..

Veeron ki bheed mein
Ek saathi hai ye tera

gum hui gum
dushman ki aawaze
tan gayi jab
iski talware
din aur dukhi
ko yahi daan karta hai
daan ke sang samman
karta hai
dekhe ise dushman to
chhup jaaye
chahe din me kahe ya
raat me
koi fark na iski baat me
rehbar hai ye sathiya,
kabhi chhodega na tumhe

Veeron ki bheed mein
Ek saathi hai ye tera

laakho ke adhikar hai,
kar hatho me talwar hai
ye iska hunkar hai
veero ki bhid me
ek saathi hai ye tera
bandish todta hai,
rasta ye modta hai
dar bhi nichodta hai
ye tera
veero ki bhid me
ek saathi hai ye tera
kabali original gangster

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *