Khushi ke tarane sunata chala ja
Chala ja chala ja
Aisa reet gata chala ja
Khushi ke tarane sunata chala ja
Chala ja
Mukadar ne kisko fasay nahi hai – 2
Kise aashuo ne mitaya nahi hai
Hansi apne ghm ki luta ke chala ja – 2
(Khushi ke tarane sunata chala ja
Chala ja) – (2)
(Kabhi jindgi tujhko
Samjha rahi hai) – (2)
Jawani teri tujhko bahaka rahi hai – 2
Jawani ke dham badata chala ja – 2
Chala ja chala ja
Aisa reet gata chala ja
Khushi ke tarane sunata chala ja – 2
Chala ja chala ja
Aisa reet gata chal ja
Khushi ke tarane sunata chala ja