Itni haseen itni jawaan raat kya kare – 2
Jaage hain kuchh ajeeb se jazbaat kya kare
Itni haseen itni jawaan raat kya kare
Saanson mein ghul rahi hai kissi saans ki mahek – 2
Daaman ko chhoo raha hai koyi haath kya kare – 2
Itni haseen itni jawaan raat kya kare
Shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake – 2
Hairaan hain ki aaj nayi baat kya kar.n – 2
Itni haseen itni jawaan raat kya kare