Ghar Aaja Ghir Aaye Badara Sanwariya Lyrics | Chhote Nawab | Lata Mangeshkar | R D Burman

Ghar Aaja Ghir Aaye Badara Sanwariya Lyrics | Chhote Nawab | Lata Mangeshkar | R D Burman

Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya
Ghar aaja ghir aaye

Suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey
Suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey
Khidaki pe baithi baithi sari rain jaye rey
Tap tip sunata mai toh bhai rey banwariya
Ghar aaja ghir aaye

Kasamata jiyara kasak mori duni rey
Pyasi pyasi ankhiyo ki kaliya hai suni rey
Jane mohe lagi kis bairan ki najariya
Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya
Ghar aaja ghir aaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *