Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahan Lyrics | Aap Ki Khatir | Himesh Reshammiya | Himesh Reshammiya

Aap ki khatir mere dil ka jahan hain haazir – (2)
Apne sare arman -2, (kar du main zaahir -2)
Aap ki khatir mere dil ka jahan hain haazir
Apne sare arman, (kar du main zaahir -2)

(Ishq bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahi
Yeh toh hai silsila, chaino sukun ka, dil ke junoon ka, afareen) – 2
Aapki bato se mulakato se khayalo se, huwa main huwa bada hi mudasir
Aap ki khatir mere dil ka jahan hain haazir
Apne sare arman, (kar du main zaahir -2)

Aapki khatir – (2)
(Kabhi kabhi toh hoti hai, yahan mukammal aashiqui
Kayi karwatein legi yeh zindagi, badle na nazar aapki) – 2
Aapko bataau kaise, yara samjhaau kaise, sath aisa milega na phir
(Aap ki khatir mere dil ka jahan hain haazir
Apne sare arman, (kar du main zaahir -2)) – 2

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *