Mai kab tanha hua tha yaad hoga – 2
Tumhara faisla tha yaad hoga
Mai kab tanha hua tha yaad hoga
Bahot se ujhale ujhale phul lekar – 2
Koi to tumse mila tha yaad hoga – 2
Tumhara faisla tha yaad hoga
Mai kab tanha hua tha yaad hoga
Bichhi thi hartaraf aankhe hi aankhe – 2
Koi aansu gira tha yaad hoga – 2
Tumhara faisla tha yaad hoga
Mai kab tanha hua tha yaad hoga
Udasiya aur badhti ja rahi thi – 2
Woh chehra bujh raha tha yaad hoga – 2
Tumhara faisla tha yaad hoga
Mai kab tanha hua tha yaad hoga
Bahot pagal hawa ke aanchlo par – 2
Kise tumne likha tha yaad hoga – 2
(Tumhara faisla tha yaad hoga
Mai kab tanha hua tha yaad hoga – (2)
