Amar Mera Suhag Rahe Lyrics | Aashik Aawara | Sadhana Sargam | Laxmikant-Pyarelal

(Choli pe lal kapda
Jivan chunri laye hum
Hai asan pe chauth mata
Inhe pujne aaye hum) – (2)

(Amar mera suhag rahe
Mata tera anurag rahe) – (2)
Milkar gaye jay jay kar
(Mata karwa choth ki
Katha sunaye hum sakhi) – (2)
Mata karwa choth ki

Rupa gun or shel me
Mera pati ram hai
Lakshman jaisa bhaiya hai
Yeh bada hi mahan hai
Sada shiv ka dil hai usme
Main shiv ki parwati
Milkar gaye jai jai kar
(Mata karwa choth ki
Amar mera suhag rahe) – (2)
Mata tera anurag rahe

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *