Aashiq Banaya Aapne Lyrics | Aashiq Banaya Aapne | Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal

O o…
(Aashiq banaya – 3 aapne ) – 2
(Tere bin suni suni hain baahein
Teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
Tere bin bin asar meri aahein) – 2
Tere bin

(Tere bin lamha lamha sataye
Tere bin bekarari jalaaye
Tere bin chain mujhko naa aaye) – 2
Tere bin

(Meri nigaaho mein tera chehra rawaa hain
Gehre hain armaan jaane ja paagal samaa hain ) – 2
(Apni daayre se toh main chutne lagi hu
Tere baajuo mein aake tootne lagi hu ) -2
Tere bin jeena nahi hain gawara
Tere bin dil ka nahi hain gujara
Tere bin kaun apna sahaara
(Aashiq banaya – 3 aapne ) – 2

(Bechainiyo ka faaslo ka silsila hain
Dardejigar ka yeh sabab hamko mila hain ) – 2
(Betaabiyo ne hamko chur kar diya hain
Pass aane pe majboor kar diya hain ) – 2
Tere bin raat kat ti nahi hain
Tere bin pyas mit ti nahi hain
Tere bin duri ghat ti nahi hain
(Aashiq banaya – 3 aapne ) – 2

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *