O Jiska Sathi Hai Bhagwan Lyrics | Aastik | Mohammad Rafi | Narayan Datta

O jiska sathi hai bhagwan
Usako kya rokega aandhi aur tufan

Gagan chur ho jaye, jamin chahe dharati me dhans jaye
Tufano ki god me chahe sara jag kho jaye, panv na rukne paye
O jiska sathi hai bhagwan

Jiske shish pe hath hazaro, chhu na koyi payega
Hari nam se parwat tinka ban jayega, duul meimil jayega
O jiska sathi hai bhagwan

Bhakt hari ka bandhan toh jo deepak aur bati
Usi jyoti se ye jalti hai, usame hi mil jati deh amar
O jiska sathi hai bhagwan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *