Tum aaye to hawao me ek nasha hai
Tum aaye to fijao me rang sa hai
Yeh rang saare hai bas tumhaare
Aur kya aur kya aur kya
Aur kya aur kya aur kya
Tum aaye to hawao me ek nasha hai
Tum aaye to fijao me rang sa hai
Yeh rang saare hai bas tumhaare
Aur kya aur kya aur kya
Aur kya aur kya aur kya
Tum aaye ho toh yeh dekh lo
Naya naya sa lage yeh jaha
Hansi hansi hai yeh jamin
Dhula dhula sa hai yeh aasmaan
Tum ho to hai yeh sama
Aur kya aur kya aur kya aur kya
Dhadak raha hai dil mera
Jhuki jhuki hai palke yaha
Jo dil me ho woh kah bhi do
Ruki ruki si hai yeh daastan
Jasbat maange jaban
Aur kya aur kya aur kya aur kya
Tum aaye to hawao me ek nasha hai
Tum aaye to fijao me rang sa hai
Yeh rang saare hai bas tumhaare
Aur kya aur kya aur kya
Aur kya aur kya aur kya

