(Ek bewfa ko dil kaa sahara samajh liya
Paththar ko ham ne ankh kaa tara samajh liya) – (2)
Apna hee tha kusur jo tufan me ghir gaye – (2)
Ek mouj thi kee jis ko kinara samajh liya
Paththar ko hamne………
Jadubhari nigah ke dhoke me aa gaye – (2)
Bhule se apne dil ko tumhara samajh liya
Dushman ko ham ne……..
Bewfa ko dil kaa sahara samajh liya
Dushman ko ham ne jan se pyara samajh liya
