Unhe khokar dukhi dil ki duaa se aur kyaa maangun
Mai hairaa hun ki aaj apani vafaa se aur kyaa maangun
Girahbaa chaak hai
Aankho me aansu
Lab pe aahe hai
Lab pe aahe hai
Yahi kaafi hai duniyaa ki havaa se
Aur kya maangun
Unhe khokar
Meri barbaadiyo ki daastaa
Un tak pahuch jaae
Sivaa isake mohabbat ke khudaa se
Aur kyaa maangun
Unhe khokar

